Because I'm a sucker for words that mean something; everything. Because words give me a voice to express. Because so much would be held captive inside if words weren't the key. And because words put together hold more weight than I can carry; alone.
I
"Pighle neelam sa behta hua ye sama,
neeli neeli si khamoshiyan,
na kahin hai zameen na kahin aasmaan,
sarsaraati hui tehniyaan, pattiyaan,
keh raheen hai bas ek tum ho yahan,
sirf main hoon,
meri saansein hain aur meri dhadkanein,
aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan,
aur main… sirf main.Apne hone pe mujhko yakeen aa gaya."
II
"Ik baat honton tak hai jo aayi nahin
III
"Jab jab dard ka baadal chaya
Hwa ke jhokon ke jaise aazad rehna sekho
Tum ek dariya ke jaise lehron mein behna sekho
Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein
Har ek pal ek nya sama dekhe ye nigahein
Jo apni ankhon mein hairanian leke chal rahe ho, to zinda ho tumDilon mein tum apni betabian leke chal rahe ho, to zinda ho tum"
Because they say everything I need to say. And I don't speak a word.
I
"Pighle neelam sa behta hua ye sama,
neeli neeli si khamoshiyan,
na kahin hai zameen na kahin aasmaan,
sarsaraati hui tehniyaan, pattiyaan,
keh raheen hai bas ek tum ho yahan,
sirf main hoon,
meri saansein hain aur meri dhadkanein,
aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan,
aur main… sirf main.Apne hone pe mujhko yakeen aa gaya."
II
"Ik baat honton tak hai jo aayi nahin
Bas ankhon say hai jhaankti
Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pehanke honton tak aa jaaye woh
Aawaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaye woh
Lekin jo yeh ik baat hai
Ahsas hi ahsas hai
Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pehanke honton tak aa jaaye woh
Aawaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaye woh
Lekin jo yeh ik baat hai
Ahsas hi ahsas hai
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti
Khushboo jo be-aawaaz hai
Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chupta nahin
Yeh jaane kaisa raaz hai."
Khushboo jo be-aawaaz hai
Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chupta nahin
Yeh jaane kaisa raaz hai."
III
"Jab jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Jab aansoo palkon tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yunhi hota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai?
Duniya mein yunhi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aag teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai."
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aag teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai."
IV
"Dilon me tum apni betabiyan leke chal rahe ho, to zinda ho tum
Nazar me khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho, to zinda ho tumHwa ke jhokon ke jaise aazad rehna sekho
Tum ek dariya ke jaise lehron mein behna sekho
Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein
Har ek pal ek nya sama dekhe ye nigahein
Jo apni ankhon mein hairanian leke chal rahe ho, to zinda ho tumDilon mein tum apni betabian leke chal rahe ho, to zinda ho tum"
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------
Because they say everything I need to say. And I don't speak a word.
No comments:
Post a Comment